Na chup rehke yun jindgi rol de
sitam ho chuka ab jubaan khol de
ek mitti ka gharonda na raha
mere maahi sahara na raha
main darda di maari
laa aankhiyaan mai haari
mere maula jo dil diya tha
ye tanhai to na di hoti
jiska anjaam tha adhera
wo shama jali na hoti
 Na chup rehke yun jindgi rol de
sitam ho chuka ab jubaan khol de
jamane ko saari haqeeqat bata
jo dil me he tere bo sab bol de
tu jo de duhai
wo sunle khuydai
mere maula jo dil diya tha
ye tanhai to na di hoti
jiska anjaam tha adhera
wo shama jali na hoti
mere maula jo dil diya tha
ye tanhai to na di hoti
jiska anjaam tha adhera
wo shama jali na hoti
mere saath har pal he mera khuda
saja he yahin to yahin he jazaaa
laraz uthe duniya mere cheekh se
na baaki rahe julm ka silsila
he umra da rona
dil dukh bich pirona
mere maula jo dil diya tha
ye tanhai to na di hoti
jiska anjaam tha adhera
wo shama jali na hoti
mere maula jo dil diya tha
ye tanhai to na di hoti
jiska anjaam tha adhera
wo shama jali na hoti
0 Comments
please do not enter any spam links in comments box
Emoji